• Khabar nahi thi Jo khuwab mein hai Wo khuwab mein bhi na mil saky ga

    Khabar nahi thi Jo khuwab mein hai
    Wo khuwab mein bhi na mil saky ga

    Khabar nahi thi kisi bhi rutt mein bhi
    Ye phool dil ka na khil saky ga

    Wo un-kahi thi ke na rasai
    Jo qurbaton ka na aya mousam

    Wo un-kahi thi ke na rasai
    Jo qurbaton ka na aya mousam

    Ye mein ne socha kabhi nahi tha
    Ke sochne ki saza mily gi

    Muhabbaton ki praayi, baarishon mein
    Bheegne ki saza mily gi

    Badal geya hai qareeb aa ke
    Khuwahishon mein nahaya mousam

  • You might also like

    No comments:

    Post a Comment